Rajputani hai haan hamari,Alag rahi Pahachan hamari!
Janani Janm Bhoomi ki khatir neochawar ki jaan hamari!!
Wo EEtihas hamara hi tha,Wo Vishwaas hamara hi tha !
Balidano ke chand Sitare,Wo Aakash hamara hi tha !!
Samay kabhi nahi ruka hai,Jeevan bhi Nukasan Nafa hai !
Tankar uthye Jhuke bhi lekin Dhwaj gauraw ka nahi jhuka hai!!